AANGAN
Woh qissay jo gharon mein rehte hain. Desi zindagi, riwayatein aur yaadein, duniya bhar ke aanganon se. Kuch qissay nani-dadi se milte hain. Kuch shehron aur gaon ki galiyon mein rehte hain. Kuch riwayatein sirf aik ghar jaanta hai. Aangan un sab ke liye aik jagah hai, taake jo humne jeeya hai, woh kahin kho na jaye. Aur jo nahi jee sakay, woh bhi uska thora sa hissa ban sakein.
Aangan mein jagah hai
Naya qissa sunaya jaye, toh aapko bhi bula lenge. Seedha inbox mein.
Aangan se qissay ↓
-
The Desi Ritual of “Mehmaan Aanay Walay Hain”
Achay walay cup, Ammi ki woh nazar, aur samosay jin par bachon ka haq kabhi mehmaan se pehle nahi hota tha. Aik qissa desi mehmaan-nawazi ka.
The Desi Ritual of “Mehmaan Aanay Walay Hain”
Achay walay cup, Ammi ki woh nazar, aur samosay jin par bachon ka haq kabhi mehmaan se pehle nahi hota tha. Aik qissa desi mehmaan-nawazi ka.
Drop Your Qissa
Aangan sirf humari kahaniyon ke liye thori hai.
Koi choti si baat, koi yaad, koi observation, koi qissa jo dimaagh mein atka hua hai, idhar chhor jao.
Ho sakta hai agla Aangan tumhare qissay se shuru ho. 👀